Kailash Kher - Mere Maula lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Mere Maula Lyrics

Kailash Kher – Mere Maula Lyrics

Ali ha ali ha ali ha ali ha
Maula muala mere, maula maula mere maula maula
Mere maula maula, mere maula maula ho karam
Maula muala mere, maula maula mere maula maula

Mere maula karam ho, karam mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho, karam mere maula karam ho karam
Tumse fariyaad karte hai hum
Tumse fariyaad karte hai hum
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam

Yeh zameen aur yeh aasman,
Tere kabje mein hai do jahan
Sab pe tu hi toh hai meharban,
Hum tere dar se jaaye kahan
Tu hi sunta hai sabki sada,
Too hi rakhta hai sab ka karam
Mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam
Karam kijiye maula karam kijiye maula
Karam kijiye maula karam kijiye maula
Bekaso ko sahara mile, dubato ko kinara mile
Sar se tufaan pal mein tale, jo tera ek ishaara mile
Tu kare jo meharbaniya, dur ho jaaye har ek gham
Mere maula karam ho karam mere maula karam ho karam
Mere maula karam ho karam mere maula karam ho karam
Jaaye kahan jaaye tere dar ke siwa maula
Tasteen kahan bhayi tere ghar ke siwa maula
Iss duniya pe tere karam ka saaya maula
Daaman kahan felaoo tere dar ke siwa maula
Maula maula
Mere maula karam ho karam mere maula karam ho karam
Share lyrics
×

Mere Maula comments