Arijit Singh - Shaam Ke Saaye lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Shaam Ke Saaye Lyrics

Arijit Singh – Shaam Ke Saaye Lyrics

Dil Mein Aise Thehar Gaye Hain Gham
Dil Mein Aise Thehar Gaye Hain Gham
Jaise Jungle Mein Shaam Ke Saaye
Jaise Jungle Mein Shaam Ke Saaye
Aansu Jo Rukne Lage
Aakhon Mein Chubne Lage Hain
Naya Dard Do Koi To Ro Lein
Dil Mein Aise Thehar Gaye Hain Gham
Jaise Jungle Mein Shaam Ke Saaye
Jaise Jungle Mein Shaam Ke Saaye

Ajnabi, Ajnabi Sa Lagta Hai
Koi Aansu Agar Chala Aaye
O…Ajnabi, Ajnabi Sa Lagta Hai
Koi Aansu Agar Chala Aaye

Khushk Khushk Rehti Hain Aakhein
Naya Dard Do Koi To Ro Lein
Dil Mein Aise Thehar Gaye Hain Gham
Jaise Jungle Mein Shaam Ke Saaye
Jaise Jungle Mein Shaam Ke Saaye

Jaate Jaate Seham Ke Ruk Jaayein
Mud Ke Dekhein Udhaas Raahon Pe
Kaise Bujthe Huye Ujaalo Pe
Door Tak Dhool Dhool Udti Hai
Share lyrics
×

Shaam Ke Saaye comments