Anjaan - Jawani Se Mile Jahan Jawani lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Jawani Se Mile Jahan Jawani Lyrics

Anjaan – Jawani Se Mile Jahan Jawani Lyrics

Jawani Se Mile Jaha Jawani Shuru Ho Dilo Ki Nayi Kahani
Kahi Na Hoga Javab Jiska Shbab Vo Hai Mera
Ruko To Suno To Kya Hu Mai Dekho To
Jawani Se Mile Jaha Jawani Shuru Ho Dilo Ki Nayi Kahani

Raat Ko Saj Ke Jo Aau Ho Jaye Sama Aashikana
Aisa Hai Dil Kahan Koi Jo Na Ho Mera Divana
Koi Mujhe Jane Kaha Betabi Jo Dilo Pe Chhayi Ye
Husn Hai Vo Nasha Ruko To Suno To Kya Hu Mai Dekho To
Haha Haha…Jawani Se Mile Jaha Jawani Shuru Ho Dilo Ki Nayi Kahani

Chehre Pe Chehre Laga Ke Logo Ke Dil Bahlau
Sine Me Shole Daba Ke Pyar Ke Rang Udau
Yaha Vaha Kaha Kaha Badal Ke Surat Dilo Se Khelu
Mai Khel Ye Pyar Ka Ruko To Suno To Kya Hu Mai Dekho To
Jawani Se Mile Jaha Jawani Shuru Ho Dilo Ki Nayi Kahani
Share lyrics
×

Jawani Se Mile Jahan Jawani comments