Rafi - Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan Lyrics

Rafi – Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan Lyrics

Haaye re insaan ki majbooriyaan-2
Paas rah kar bhi hai kitani dooriyaan, dooriyaan
Haaye re insaan ki

Kuchh andhere men nazar aata nahin
Koi taara raah dikhalaata nahin
Jaane ummidon ki manzil hai kahaan-2
Haaye re insaan ki

Shamma ke anjaam ki kis ko khabar
Khatm hogi yaa jalegi raat bhar
Jaane ye shola banegi ya dhuaan-2
Haaye re insaan ki

Posted by: p you are n I'm a
Share lyrics
×

Haaye Re Insan Ki Majbooriyaan comments