Lata Mangeshkar - Raat Barasaat Ki, Pahali Mulaaqaat Ki lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Raat Barasaat Ki, Pahali Mulaaqaat Ki Lyrics

Lata Mangeshkar – Raat Barasaat Ki, Pahali Mulaaqaat Ki Lyrics

Aa aa
Raat barasaat ki, pahali mulaaqaat ki
Yaad rakho balamaa- 3
Yaad rakho balama, jo ruuthne ki baat thi

Buund buund barase, dil mera tarase
Pahali pahali baar piya, nikali huun gharase- 2
Chori chori aake sainyyaa- 2
Main ne mulaaqaat ki
Raat barasaat ki

Bijali ne roka, paani ne toka
Chali aayi sochake jo hoga so hogaa- 2
Tere liye thand sahi- 2
Bhigi bhigi raat mein
Raat barasaat ki
Share lyrics
×

Raat Barasaat Ki, Pahali Mulaaqaat Ki comments