Kavita Krishnamurthy - Mujh Pe Bhi Jawani lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Mujh Pe Bhi Jawani Lyrics

Kavita Krishnamurthy – Mujh Pe Bhi Jawani Lyrics

Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi

Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Umar Mastani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi

Lagake Surma Aankhon Mein
Pahan Ke Gajra Balo Mein
Kabhi Jo Main Thumka Maru
To Shor Mache Dilwalo Mein
Logo Ki Diwani Aayi Hai
Logo Ki Diwani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Umar Mastani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi

Tukur Tukur Dekhe Mujhko
Meri Ada Ka Rasiya Hai
Najar Mila Ke Chori Se
Kare Mera Man Basiya Hai
Isme Beimani Aayi Hai
Isme Beimani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Isme Beimani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Umar Mastani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi

Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Umar Mastani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Mujhpe Bhi Jawani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Umar Mastani Aayi Hai
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi
Ke Aag Lagegi Kahi Na Kahi.
Share lyrics
×

Mujh Pe Bhi Jawani comments