Blank Noize - Nasha lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Nasha Lyrics

Blank Noize – Nasha Lyrics

Saanson mein meri, kyun ye khala hai,
Aankhein kholun toh, sab kuch fanaa hai,
Saanson mein meri, tera nasha hai,
Dhoondta hoon jo main, na woh mila hai,

Woh teri baatein, Woh saari yaadien,
Tod ke mujhe jaane kab ye chor dein,
Woh teri baatein, Woh saari yaadein,
Bhoola nahi hoon main,

Le chal mujhe, in haathon se,
Un aasmaanon ke paar,
Aa samne, Dekhein Zara,
Khamoshiyon ka nasha.

Dono jahan hain, bas tere nagme,
Yaad nahi kuch bhi, tu bhi na sang hai,
Tu jo mila toh, Dukh saare kam hain,
Dil mein ye yaad teri, chubhti rahi...

Woh teri baatein, Woh saari yaadien,
Tod ke mujhe jaane kab ye chor dein,
Woh teri baatein, Woh saari yaadein,
Bhoola nahi hoon main,

Hosh mein bhi, Hosh nahin,
Kaisa ye aalam naya,
Aa samne, Dekhein Zara,
Khamoshiyon ka nasha.

Solo

Le chal mujhe, in haathon se,
Un aasmaanon ke paar,
Aa samne, Dekhein Zara,
Khamoshiyon ka nasha.
Share lyrics
×

Nasha comments