Bilal Ansari - BABY BABY lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

BABY BABY Lyrics

Bilal Ansari – BABY BABY Lyrics

M ali bilal baby
Humra ek sawaal baby
Tu dikhne me maal baby
Lagti bemisaal baby
Gore chikne gaal baby
Ada teri kamaal baby
Humara bichhawa jaaal baby
Isme khud ko daal baby
Dusro ka khyaal baby
Dimag se nikaal baby
Tujhko chhune ki kiski majaal baby

Yeh toh bata tu mujhse kya chahti hai
Balcony me aake mujhko bulati hai
Mujhko bulake andar chale jaati hai
Itna kyu sharmati hai
Itna kyu sataati hai

Tujhse kitna pyaar hai
Tera intejaar hai
Tujhko paane ka dil pe
Junoon sawaar hai
Mom dad ko kaise bhi kar ke manaunga
Tujhko apne ghar ki raani banaunga

Aaja raani maan gaye hai mere gharwaale
Kaise bhi kar ke hai tu bhi manale
Unko manake mujhe apna banale
Apna banake mujhe seene se lagale

Tere liye hi toh hum gaane bnaate
Gaane bnaake hum sab ko sunaate
Gaane humaare sab ko pasand bhi aate
Jalne waale jalte hai aur chahne waale chahte

Meri gali aake ladkiya bhatak hi jaati hai
Mujhse acchi acchi ladki atak hi jaati hai
Gori ho ya kaali mujhse pat hi jaati hai
Unke saath door ghatna ghat hi jaati hai

Khud pe na itna guroor na kar naari
Woh din nahi hai door jab aayegi teri baari
Ratlam me hai na kitni kudiya kuwaari
Dab chahti hai bannaa mrs. Ansari
Share lyrics
×

BABY BABY comments