Anup Jalota - Aasman Se Zamin Pe Utara lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Aasman Se Zamin Pe Utara Lyrics

Anup Jalota – Aasman Se Zamin Pe Utara Lyrics

Taqdir Banayi Mere Maalik Ne Sabhi Ki
Jo Aadmi Jis Cheej Ke Qabil Najar Aaya
Bulbul Ko Diya Naala To Parvane Ko Jalna
Gham Mujhko Diya Jo Sabse Jo Muskil Najar Aaya

Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein
Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein
Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
O Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein
Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein

Mere Gham Ki To Koi Bhi Seema Nahi
Kis Ko Aawaj Doon Koi Bhi Apna Nahi

Mere Gham Ki To Koi Bhi Seema Nahi
Kis Ko Aawaj Doon Koi Bhi Apna Nahi
Tu Hi Keh De Jara Tu Hi Keh De Jara
Kis Taraf Jau Main
Qaid Main Fash Gayi Main Koi Rasta Nahi

Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
O Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein
Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein

Iss Garibi Ki Deewar Ne Ye Kya Kiya
Mere Mehboob Se Bhi Na Milne Diya

Iss Garibi Ki Deewar Ne Ye Kya Kiya
Mere Mehboob Se Bhi Na Milne Diya
Wo Kahi Bhi Rahe Vo Salamat Rahe
Dil Usse Ab Bhi Deta Hai Hardam Duaa
Ha Ha Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
O Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein
Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein
Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
Aasmaa Se Zamin Pe Utara Hamein
O Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein
Duniya Wale Jindagi De Ke Kyun Mara Hamein
Share lyrics
×

Aasman Se Zamin Pe Utara comments