Anjaan - Sun Sun Meri Soni lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Sun Sun Meri Soni Lyrics

Anjaan – Sun Sun Meri Soni Lyrics

Sun Sun Meri Soni Ho Gayi Kya Anhoni Bol Bol Bol Bol Mere Jani
Kya Hai Suru Ye Kahani Jo Tha Dil Me Tere Ja Tha Dil Me Mere
Wahi To Hua Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya
Sun Sun Meri Soni Ho Gayi Kya Anhoni Bol Bol Bol Bol Mere Jani
Kya Hai Suru Ye Kahani Jo Tha Dil Me Tere Ja Tha Dil Me Mere
Wahi To Hua Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya

Palke Uthi To Milke Jhuki To Ek Pal Me Ye Kya Ho Gaya
Oye Aankho Se Teri Aankhe Mili To Aankho Me Yun Dil Kho Gaya Re
Dil To Khona Hi Tha Ye To Hona Hi Tha Tu Mera Hua
Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya
Sun Sun Meri Soni Ho Gayi Kya Anhoni
Bol Bol Bol Bol Mere Jani Kya Hai Suru Ye Kahani
Hairan Hun Main Hairan Hai Dil Shola Hua Kaise Ye Paani
Hota Yahi Pyasi Jawani Jab Pyar Mein Ho Yun Diwani
Ab Kabhi Na Kam Ho Ha Dil Ki Diwangi Ha
Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya
Sun Sun Meri Soni Ho Gayi Kya Anhoni Bol Bol Bol Bol Mere Jani
Kya Hai Suru Ye Kahani

Jane Tamanna Tu Saath Hai To Duniya Ye Jannat Se Hasi Hai
Ye Husn Sara Hai Tere Dam Se Tu Jo Nahi To Kuch Nahi Hai
Dur Tumse Kahi Ab To Jeena Nahi Ye Wada Raha
Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya
Sun Sun Meri Soni Ho Gayi Kya Anhoni Bol Bol Bol Bol Mere Jani
Kya Hai Suru Ye Kahani Jo Tha Dil Me Tere Jo Tha Dil Me Mere
Wahi To Hua Ha Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya
Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya
Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya Sukriya
Share lyrics
×

Sun Sun Meri Soni comments