Anjaan - Patit Pavani Ganga lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Patit Pavani Ganga Lyrics

Anjaan – Patit Pavani Ganga Lyrics

Patit Pawan Ganga Shankar Bhagwan Ki
Jatao Se Awtarit Pavitar Ganga
Bharat Ki Pawan Bhumi Pe Bahti Hui
Jakar Sagar Se Milti Hia
Wahi Milan Hai Sagar Sangum
Or Usi Sangum Ke Kinare Hai
Bharat Ka Wo Punay Tirth
Ganga Sagar
Gnga Sagar Par Lagne Wale Mele Me
Des Ke Har Kone Se Aate Hai
Sadhu Sant Mahatma Grahasth
Or Sath Sath Aate Hai Papi Chor
Badmash Or Pakhandi Bhijish Dharti Par Hamare Sagar Sangam Ki
Kahani Janaam Leti Hai
Wo Gav Hai Devipur Jo Gangha Ko Nahi
Ghodavari Tat Par Basa Hua Hai Aur
Is Devipur Gav Mai Bhi
Ek Sangam Ka Awasar Aata Hai
Jisame Papi Badmash
Pakhandi Bhi Pahochte Hai
Aur Sant Mahatma Bhi
Khoon Ke Rakshak Bhi
Kanoon Se Duniya Ko Lutane Wale
Aur Phir Umadata
Ghatana Aur Bhawanao Ka Sagarjisaki Lahere Bandh Deti Hai
Kisiko Jajbat Ke Bandhan Main
Kisiko Pyar Mamta Ke Bandhan Main
Aur Yahi Anokha Sangam Hamari Kahani Hai
Sagar Sangam Yaha,Sagar Sangam Yaha
Sagar Sangam Yaha.
Share lyrics
×

Patit Pavani Ganga comments