Anjaan - Ek Do Teen Aare Aare Aare lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Ek Do Teen Aare Aare Aare Lyrics

Anjaan – Ek Do Teen Aare Aare Aare Lyrics

Ek Do Teen Aare Aare Aare Dunia Hasin Aare Aare Aare
Badi Rangin Ye Zindagi Hai Char Din Jina Hai To Aaja Pyare
Sang Mere Kabhi Kabhi Yaha Vaha Jaha Taha Jine Ka Bhi Lele Maja
Ek Do Teen Aare Aare Aare Dunia Hasin Aare Aare Aare
Badi Rangin Are Ye Zindagi Hai Char Din Jina Hai To Aaja Pyare
Sang Mere Kabhi Kabhi Yaha Vaha Jaha Taha Jine Ka Bhi Lele Maja
Ek Do Teen Aare Aare Aare Dunia Hasin Aare Aare Aare Badi Rangin

Hota Tu Juari Kabhi Sang Mere Juaghar Jata To Kaise Maja Aata
Are Teeno Yaar Milke Koi Dav Jo Lagate Aur Pasa Palat Jata To Kaisa Maja Aata, Panje Pe Chhakka Chhakke Pe Satta Patte Pe Patta Lagata
Baji Hi Baaji Mein Baaji Ulat Ke Soya Naseeb Jagata Are Ye Zindagi To Hai Jua Yaar Mere Sang Mere Aake Yahan Dav Laga Dav Laga Mal Laga Mal Kama Amuj Uda
Ek Do Teen Aare Aare Aare Dunia Hasin Aare Aare Aare Badi Rangin

Ha Sharabi Jo Hota Mai Sang Tumhare Maykhane Jata To Kitna Maja Aata
Arey Takra Ke Fir Jam Aise Chalkate To
Yaaro Ke Sang Pi Ke Or Nasha Chhata
Sarabi Jo Hota To
Maykhane Aake To Botal Pe Botal Chhadata
Chhadata Nasha To Na Kuch Yaad Rahta
To Dunia Ke Gum Bhul Jata Arey Julafo Ke Saye Me
Baho Ke Ghere Me Pi Ke Kahi Dagmagata
Mahake Nazaro Baharo Sitaro Ke
Rangin Sapne Sajata Arey Ye Zindagi To Hai Nasha
Yaar Mere Hath Badha Hath Badha
Jam Utha Jam Utha Pile Jara Chhaye Nasha
Ek Do Teen Aare Aare Aare Dunia Hasin Aare Aare Aare Badi Rangin

Jo Dil Fek Hota To Sang Hamare
Tu Kotho Par Chakar Lagata Rangin Galio Ki In Rang Ralio Me
Gum Ho Ke Bada Maja Aata Mohabbat Mohabbat Mohabbat
Mohabbat Hai Kya Dil Se Dil Ka Milana Ye Maine To Aaj Hi Jana
Shararat Nazakat Hasino Ki Chahat Hai Kya Ishq Me Dub Jana
Kabhi Hosh Me Fir Na Aana Arey Ye Zindagi To Hai Maja

Jina Hai To Aaja Pyare Sang Mere Kabhi Kabhi
Yaha Vaha Jaha Kaha Jine Ka Bhi Lele Maja
Ek Do Teen Aare Aare Aare Dunia Hasin Aare Aare Aare Badi Rangin
Jina Hai To Aaja Pyare Sang Mere Kabhi Kabhi
Yaha Vaha Jaha Kaha Jine Ka Bhi Lele Maja

Jina Hai To Aaja Pyare Sang Mere Kabhi Kabhi
Yaha Vaha Jaha Kaha Jine Ka Bhi Lele Maja
Ek Do Teen Aare Aare Aare Dunia Hasin Aare Aare Aare Badi Rangin
Jina Hai To Aaja Pyare Sang Mere Kabhi Kabhi
Yaha Vaha Jaha Kaha Jine Ka Bhi Lele Maja
Share lyrics
×

Ek Do Teen Aare Aare Aare comments