Rahat Fateh Ali Khan - Jiya Dhadak Dhadak lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Jiya Dhadak Dhadak Lyrics

Rahat Fateh Ali Khan – Jiya Dhadak Dhadak Lyrics

Tujhe dekh dekh sona - 2
Tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani
Sang tere bitaani
Tujhmein basi hain meri jaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
Jaayen) - 2
Tujhe dekh dekh sona
Tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani
Sang tere bitaani
Tujhmein basi hain meri jaan haai
Jiya dhadak dhadak - 3
Jaayen

Kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe - 2
Inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa - 2
Kehna kabhi to mera maan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
Jaayen) - 2

Lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe - 2
Mere sapno mein aake apna mujhko banake - 2
Mujhpe tu kar ehsaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
Jaayen) - 2

Tujhe dekh dekh sona
Tujhe dekh kar hain jagna
Maine yeh zindagani
Sang tere hain bitani haai
(jiya dhadak dhadak - 3
Jaayen) - 2

Dhadak jaaye jiya
Dhadak jaaye jaaye
Jiya dhadak dhadak
Jiya dhadak dhadak
Dhadak dhadak dhadak jaaye
(jiya dhadak dhadak - 3
Jaaye) - 4
Share lyrics
×

Jiya Dhadak Dhadak comments