top 100
·
top new
·
updates
·
submit lyrics
#
A
B
C
D
E
F
G
H
I
J
K
L
M
N
O
P
Q
R
S
T
U
V
W
X
Y
Z
Correct Humko Aaj Kal Hain Lyrics
Lyrics
►
Artists: S
►
Sailaab Movie
►
Correct Humko Aaj Kal Hain
Artist:
Song:
Comment:
Lyrics:
Uljhi hai yeh kis chaal mein tu Hai aaj kal kis haal mein tu Uljhi hai yeh kis chaal mein tu Hai aaj kal kis haal mein tu Humko aaj kal hai intezaar Koyi aaye leke pyaar Humko aaj kal hai intezaar Koyi aaye leke pyaar Yeh roop hai kyon thamka Yeh rang hai kyon chamka Yeh saans teri mehki hai kyon Yeh masti hai jo chhalki Yeh chunri hai jo dhalki Yeh chaal teri behki hai kyon Yeh roop hai kyon thamka Yeh rang hai kyon chamka Yeh saans teri mehki hai kyon Yeh masti hai jo chhalki Yeh chunri hai jo dhalki Yeh chaal teri behki hai kyon Humko aaj kal hai intezaar Koyi aaye leke pyaar Humko aaj kal hai intezaar Koyi aaye leke pyaar Kyon aag se hai jalwe Kyon shog tere mann mein Tu aise machalti hai kyon Hai kaisa nasha chhaaya Misne tumhe mehkaaya Tu girti sambhalti hai kyon Kyon aag se hai jalwe Kyon shog tere mann mein Tu aise machalti hai kyon Hai kaisa nasha chhaaya Misne tumhe mehkaaya Tu girti sambhalti hai kyon Humko aaj kal hai intezaar Koyi aaye leke pyaar Humko aaj kal hai intezaar Koyi aaye leke pyaar Kyon mehka hai yeh gajhra Kya kehta hai yeh gajhra Tu sapnon mein khoyi hai kyon Bechain hain kyon naina Kyon khoya tune chaina Na jaagi na soyi hai kyon Kyon mehka hai yeh gajhra Kya kehta hai yeh gajhra Tu sapnon mein khoyi hai kyon Bechain hain kyon naina Kyon khoya tune chaina Na jaagi na soyi hai kyon Humko aaj kal hai intezaar Koyi aaye leke pyaar Humko aaj kal hai intezaar Koyi aaye leke pyaar Koyi aaya, dekho aaya, aa gaya Aa gaya woh aa gaya Aa gaya woh aa gaya
add rows