Lata Mangeshkar - Jaagi Badan Mein Jwala lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Jaagi Badan Mein Jwala Lyrics

Lata Mangeshkar – Jaagi Badan Mein Jwala Lyrics

Aa...
Jaagi jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 3
Mana mana kar haari maane nahi man matwala
Pari tune hasna chhodhi maine tujhe kitna jaana
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 2

(Aate jaate raahon mein chheda
Inhi teri baaton se pada yeh bakheda) - 2
Achhi di pehchhan tere do nainon ne - 2
Arey ghayal kar di jaan tere do nainon ne
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 2

(Roothe meri aankhon se sapane
Hue tere khwaab mein din the jo apane) - 2
Apane pehle haal na aaisa dekha tha - 2
Arey solah saal mein saal na aaisa dekha tha
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 2

(Tere liye raaton ko bhatku
Aate jaate logon ki nazaron mein khatku) - 2
Kaisi hulchul daali meri jawani mein - 2
Arey zulmi tune aag laga di paani mein
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 2
Mana mana kar haari maane nahi manmatwala
Pari tune hasna chhodhi maine tujhe kitna jaana
Jaagi badan mein jwala saiyya tune kya kar daala - 3
Share lyrics
×

Jaagi Badan Mein Jwala comments