Kavita Krishnamurthy - Sheron Wali Mata Ka Jab Naam lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Sheron Wali Mata Ka Jab Naam Lyrics

Kavita Krishnamurthy – Sheron Wali Mata Ka Jab Naam Lyrics

Assi Chaar Chaurasi Ghatiyaawali Teri Sada Hi Jai
Sachhiyan Paunawali Mata Teri Sada Hi Jai
Uchchiyanwali Mata Teri Sada Hi Jai

Sheronwali Mata Ka Jab Naam Jubaan Par Aata Hai

Janam Safal Ho Jata Hai Janam Safal Ho Jata Hai
Janam Safal Ho Jata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di
Jaago Sone Walo Arey Jago Sone Walo Darshan Dene Wali Mata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai

Mata Ke Darshan Karne Se Man Mandir Ban Jata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di

Khushiyaan Baatein Sheronwali Khushiyaan Baatein Sheronwali
Logo Bhar Lo Jholiyaan Khali Kuchh Mat Mango Banke Sawali
Mata Ke Bhakto Ko Bin Mange Sab Mil Jata Hai
Janam Safal Ho Jata Hai Janam Safal Ho Jata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai

Aao Chale Sab Gam Ke Mare Aao Chale Sab Gam Ke Mare
Jag Jivan Ke Rashte Saare Jaate Hai Mata Ke Daware
Mata Ke Daware Se Sidha Swrag Ko Rashta Jata Hai
Janam Safal Ho Jata Hai Janam Safal Ho Jata Hai
Janam Safal Ho Jata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai

Jhuthi Khushi Se Khush Mat Hona Jhuthi Khushi Se Khush Mat Hona
Sachcha Dard Mile Mat Rona Ye Jivan Me Ek Sawpan Salona
Jo Khoya Jo Paya Jag Me Jag Me Hi Rah Jata Hai
Janam Safal Ho Jata Hai Janam Safal Ho Jata Hai
Janam Safal Ho Jata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Mata Ka Jagrata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Sheronwali Mata Ka Jab Naam Jubaan Par Aata Hai
Janam Safal Ho Jata Hai Janam Safal Ho Jata Hai
Janam Safal Ho Jata Hai Aaj Mata Ka Jagrata Hai
Jai Mata Di Jai Mata Di Sheronwali Mata Ki Jai Jai Bolo
Sheronwali Mata Ki Jai Jai Bolo Ho Maiharowali Mata Ki Jai Jai Bolo
Bahrowali Mata Ki Jai Jai Bolo Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di
Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di
Saare Bolo Jai Mata Di Sare Bolo Jai Mata Di Jai Mata Di
Main Nai Suniya Jai Mata Di
Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di Jai Mata Di
Share lyrics
×

Sheron Wali Mata Ka Jab Naam comments