Anandmurti Gurumaa - Kis Kaaran Jog Liya lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Kis Kaaran Jog Liya Lyrics

Anandmurti Gurumaa – Kis Kaaran Jog Liya Lyrics

Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki
Is kaaran maine jog liya

Bhagvah rang mere man ko mohe
Is kaaran jogi bhes liya

Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki
Is kaaran maine jog liya

Hui diwani mein murshad ki
Is kaaran uska bhesh liya

Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki
Is kaaran maine jog liya

Door se chal ke mein darr aayee
Kaahe ko mukh modh liya

Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki

Is kaaran maine jog liya

Hath mein tumbi khoob bajaaii
Pavohn se taalon ka kaam liya

Kis kaaran jog liyaa,
Hui mein daasi, unn charnan ki
Is kaaran maine jog liya
Share lyrics
×

Kis Kaaran Jog Liya comments