Anandmurti Gurumaa - Aaj Shoonya Hai lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Aaj Shoonya Hai Lyrics

Anandmurti Gurumaa – Aaj Shoonya Hai Lyrics

Aaj shoonya hai sab aur

Antar ki gehrayee main bahar ki tarai main
Paththar ki thhosta main, sakshi ki hoshta main

Akash ki neelta, jal ki sheelta
Prithvi ki zareeta main meri kavita main

Sawaal puchoon nahin jawab chahoon nahin
Sab kuch thhehra hua hai man main akash sa

Jangal sa sannata hai koi aata na jaata hai
Man apne main samata na bandhu na bhrata hai
Share lyrics
×

Aaj Shoonya Hai comments