Albela Movie - Pyaar Ke Jadoo lyrics | LyricsFreak
Correct  |  Mail  |  Print  |  Vote

Pyaar Ke Jadoo Lyrics

Albela Movie – Pyaar Ke Jadoo Lyrics

--Male--
Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--Female--
Hain bada paagal na tune itna jaana
Tu albela, tu mastaana

--Male--
Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--Female--
Hain bada paagal na tune itna jaana
Tu albela, tu mastaana

--Male--
Arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--Female--
Hain bada paagal na tune itna jaana
Tu albela, tu mastaana

Palkon ki gali mein tha tera basera
Raat bhar kal maine khwaab dekha tera

--Male--
Kaise main bataaoon kaisi thi betaabi
Ek pal kahin na chain tha zara bhi

--Female--
Mujhse kehta hai mera dil
Ab to tujhko yaar mushkil hai samjaana
Tu albela, tu mastaana

--Male--
Arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--Female--
Hain bada paagal na tune itna jaana

--Male--
Tune dhadkanon pe kaisa jadoo daala
Jhoomne laga hai mera mann matwaala

--Female--
Dekhoon jo tujhe to bekhudi si chhaaye
Naam loon jo rab ka, naam tera aaye

--Male--
Meri jaan pe hai tera haq
In baaton se main abhi tak tha begaana
Main albela, main deewana

--Female--
Hain bada paagal na tune itna jaana
Arre tu albela, tu mastaana

--Male--
Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana
Main albela, main deewana

--Female--
Haan tu albela, tu mastaana

--Male--
Main albela, main deewana
Share lyrics
×

Pyaar Ke Jadoo comments